Princess N
12-29-2009, 11:11 PM
http://www.nsaayat.com/up/uploads/nsaayat338bd3e143.gif
Ishq ke khumaar ki baat kya kahiyae
dil ke qaraar ki baat kya kahiyae
Sare jahan main bas lagta hai wo hasin
Us dilbar ke andaaz ki baat kya kahiyae
Surur hi surur hai nasha hi nasha hai
kaise kat-tae hain din-raat kya kahiyae
Maykade main jaakar bhi chadta nahi nasha
Un ankhon ke jaam ki bat kya kahiyae
Jis raah main ban jayen hum raah wo mere
us pariwash rahguzar ki baat kya kahiyae
Ishq ke khumaar ki baat kya kahiyae
dil ke qarar ki baat kya kahiyae
http://smileys.smileycentral.com/cat/11/11_8_3.gif