M A H i
12-28-2009, 01:20 PM
Na wasta tha kisi shair say
Na shaeri say tha mai ashna
Teri yaad nay, tairay dard nay
Mujhay shair kehna sikha dia!
woh jo sheher-e-dil tha ujar gaya
woh jo khuwab tha woh bikhar gaya
kabhi musamon ki nazar lagi
kabhi wahmon nay dara diya
kabhi manzilon kay sarab nay
humay raston main dagha diya
kabhi zindagi ki kitab say
humay jis nay chaha mita diya
bus issi liye...
woh jo ja raha tha tu dur tak
usay dekhtay hi rahay magar
nahii di sada...
usay ruktay bhi tu kis liye???
Na shaeri say tha mai ashna
Teri yaad nay, tairay dard nay
Mujhay shair kehna sikha dia!
woh jo sheher-e-dil tha ujar gaya
woh jo khuwab tha woh bikhar gaya
kabhi musamon ki nazar lagi
kabhi wahmon nay dara diya
kabhi manzilon kay sarab nay
humay raston main dagha diya
kabhi zindagi ki kitab say
humay jis nay chaha mita diya
bus issi liye...
woh jo ja raha tha tu dur tak
usay dekhtay hi rahay magar
nahii di sada...
usay ruktay bhi tu kis liye???