Zafina
12-28-2009, 12:26 AM
log toot jatay ha ak ghar bananay mein
tum tars nahai khatay bastia jlanay mein
or jaam tootein gay is sharab khanay mein
moosmo k anay ma moosmo k janay mein
har dharkhtay pathar ko log dil samjhtay hey
umaray beet jati ha sil ko dil bananay ma
faktha ki majbori ye keh b nahai sakti
k kon sanp raktha ha us k aashyano mein
dousari koi larki ab is zindagi ma asakti nahai
q k umar beet jay ge uss ko bhool janay mein.