mystry-girl
12-27-2009, 01:55 PM
Kahin wo mile to usay kehna
K
Lot ao,
Lot ao k koi shiddat se,
Barri muddat se,
Barri muhabat se tumara intizar kar raha hai,
Lot ao k
kisi ki baatain,
Kisi ki yaadain,
Kisi ki raatain tum bin bohat adhuri hain,
Lot ao k koi tum bin pal pal, har pal,
Har aaj or har kal tanha hai,
Loat ao k tumare na hone se kisi ki aankhon mn nami,
Or zindagi me kami bhot zyada hai,..!
Kahin mile to usay kehna k
Lot aao,
Bus Ab....