!~*AdOrAbLe*~!
12-25-2009, 09:15 AM
Ghum-e-aashiqi se keh do raah-e-aam tak na punchy
Mujhy Khauf hai ye tohmat mery nam tak na punchy
Main nazar sy pe raha tha to ye dil ny bad-dua dee
Tera hath zindagi bhar kabhi jam tak na punchy
Nai subh per nazar hai magar aah ye bhi Dar hai
Ye sahar bhi rafta rafta kahin sham tak na punchy
Vo nava-e-muz'mahil kya na ho jis mein dil ki dharkan
Vo sada-e-ahal-e-dil kya jo avam tak na puhnchy
Unhen apany dil ki Khabaren mery dil sy mil rahi hain
Main jo unsy rooth jaoon to payam tak na punchy
Ye ada-e-beniazi tujhy bevafa mubarik
Magar aisi berukhi kya k salam tak na punchy
Jo naqab-e-ruKh utha di to ye qaid bhi laga di
Utheyhar nigah lekin koi bam tak na punchy
Vahi ek Khamosh naghma hai "AdOo" jaan-e-hasti
Jo zubaan tak na aaye jo qalam tak na punchy