Hussain
10-27-2008, 02:34 PM
Do dil shikasta ho k juda kheriyat say hain
Duniya ko day rahay hain dua kheriyat say hain
Naaseh khafa hain aatay nahi aaj kal idher
Hum in dinoon bafazal-e-khuda kheriyat say hain
Dekha jo aaj un ko to jee san say ho gaya
Samjhay thay hum wo ho k juda kheriyat say hain
Jee bhar k chairna hamein kal aa k dostoon
Hum ittayfaaqan aaj zara kheriyat say hain
Aankhein jawaab day chukeen dil bujh chuka fARAZ
Ab kheriyat say hum hain to kiya kheriyat say hain..