~wish munda~
12-22-2009, 09:47 PM
kisi k you'n bicharnay say
kisi k yaad Aanay say
buhat say log rotay hain
k rona aik riwayat hai
riwayat torr jataa hoo'n
tumhari yaad Aanay per
main aksar muskarata hoo'n
kisi k yaad Aanay say
buhat say log rotay hain
k rona aik riwayat hai
riwayat torr jataa hoo'n
tumhari yaad Aanay per
main aksar muskarata hoo'n