ShArArTi MuNdA
10-25-2008, 05:51 PM
suno larki....
abhi tum ishq matt kerna
abhi guriya se khelo tum
tumhari umar hi kya hai
faqt satra baras ki ho
abhi masoom bachi ho
nahi maloom abhi tum ko
k jab yeh ishq hota hai
to insaan kitna rota hai
sitaray toot jatay hain
saharay chout jatay hain
abhi tum nay nahi dekha
k jab sathi bichartay hain
tu kitna dard milta hai
k har furqat k mousam main
hazaron ghum ubhartay hain
hazaron zakhm khultay hain
suno larki....
meri mano
khud pe yeh zulm matt kerna
abhi tum ishq matt kerna....
abhi tum ishq matt kerna
abhi guriya se khelo tum
tumhari umar hi kya hai
faqt satra baras ki ho
abhi masoom bachi ho
nahi maloom abhi tum ko
k jab yeh ishq hota hai
to insaan kitna rota hai
sitaray toot jatay hain
saharay chout jatay hain
abhi tum nay nahi dekha
k jab sathi bichartay hain
tu kitna dard milta hai
k har furqat k mousam main
hazaron ghum ubhartay hain
hazaron zakhm khultay hain
suno larki....
meri mano
khud pe yeh zulm matt kerna
abhi tum ishq matt kerna....