View Full Version : can NET FRNDS be TRUE FRNDS?
M A H i
12-09-2009, 05:25 PM
can net frnds be true frnds?
can this b true ?? Or do u think ppl prefer to hiide their identities and who they actually are on the net ?
!~*AdOrAbLe*~!
12-09-2009, 06:49 PM
it depends on hw they are but to me they are if u have a real true good friend like i have as PEANUT :4qporaw:
Lucky
12-09-2009, 07:03 PM
hmmmmmmmmm
M A H i
12-10-2009, 04:54 PM
Thanks for reply Adorabale.....
Lucky
12-11-2009, 03:44 AM
dun know :s
decemberwind
12-12-2009, 01:06 PM
Agree Wid Adorable about true friendship not about hving peanut
Lucky
12-13-2009, 11:35 AM
i dun think so
*Its Me*
12-13-2009, 05:18 PM
Its all fake and for time pass
wicked sonya
12-13-2009, 05:22 PM
han q nahi
Lucky
12-13-2009, 05:27 PM
hmmmmmmmmmmm
wicked sonya
12-13-2009, 05:28 PM
panchon unglian barabr nahi hotien
Lucky
12-13-2009, 05:31 PM
hmmmmmmmmmm
wicked sonya
12-13-2009, 05:38 PM
main isa hmmmmmm ka kia karon
Lucky
12-13-2009, 05:38 PM
rakh loo kaam aaye ga
wicked sonya
12-13-2009, 05:40 PM
nahi chahie daban sawri ki jaga is hmmm pe bane lag jae
Lucky
12-13-2009, 05:42 PM
lolzzzz
i think sonya agar kisi ki dost bane gi to true friend sabit hogi
wicked sonya
12-13-2009, 05:43 PM
lol thanx
Lucky
12-13-2009, 05:44 PM
u welcome
wicked sonya
12-13-2009, 05:44 PM
i have a net frnd she is lovely
Lucky
12-14-2009, 05:09 AM
hmmmmmmm
decemberwind
12-14-2009, 06:26 PM
ya ya possible
Lucky
12-15-2009, 12:02 AM
hmmmmmmmmmm
M A H i
12-26-2009, 01:17 AM
i dun think they can be :s
Lucky
12-26-2009, 01:20 AM
mahi jee mene 1 baat note ki he aap only apni hi banai gai thread me reply karti hain dosro ki threadz me nahi
aysa kio he ?
M A H i
12-26-2009, 01:38 AM
well jo b tittle mujhy acha lgta hai uspr click zaroor krti hoon ... :)
Lucky
12-26-2009, 01:43 AM
anywayz CONGRATS
decemberwind
01-04-2010, 10:34 PM
can be true friends
~wish munda~
01-04-2010, 10:36 PM
han kyon nai
decemberwind
01-06-2010, 12:54 AM
ya can be
!~*SOoLi
01-10-2010, 12:40 AM
Y not ji.. Dunya Rangbarangi Hay.. Har Rang Ka Banda Hay..
PEANUT
01-10-2010, 02:22 AM
Yeah can b :) :fRiEnDS:
Janeeta
01-11-2010, 02:40 AM
ya can b.............
!~*AdOrAbLe*~!
01-11-2010, 06:20 AM
depends.....
http://dl7.glitter-graphics.net/pub/506/506187s2b91q0qg7.gif (http://www.glitter-graphics.com)
Achi Salaam Dua to shaid bohat se logon se ho sakti hay but true or close friends max 5 out of 100 Internet ki dunya mien log sincere nazar to bohat aatay hain but shaid utnay nahe hotay jitna woh show kertay hain. Baqi achay log bhi bohat hain but as a real friends in ki percentage bohat kam hay. jee ko jee kehna Friendship nahe hoti friendship ya relation ka wahan pata chalta hay jab koi aap ko ghalt kahay aur aap usay apna janein as a friend Phir pata chalta hay dosti kisi kehtay hain werna to sabhi ik dosray ki normal care bhi kertay hain etc aur mere nazdeek to yahi same cheez real life mein b hay
!~*AdOrAbLe*~!
01-11-2010, 10:01 AM
its posibl tho :icon11:
Adorable sis kyon confuse ho..
did I say something Wrong.. ?
Zafina
01-11-2010, 11:17 AM
Yeah....it can be :what:
decemberwind
01-11-2010, 03:59 PM
possible
M A H i
01-18-2010, 02:08 PM
they can be only ordinary friends
wicked sonya
01-18-2010, 02:58 PM
yes they cann b
DeV!L
01-18-2010, 04:58 PM
Yeah Y not ..
M A H i
01-26-2010, 11:21 AM
no never...
Shaam
01-26-2010, 11:26 AM
hmmmmm
samjhnei ki baat hai
per koi samjhey tou hmmmm
banao gei tou kuch bhi ban jaye ga
s_sableo
01-27-2010, 04:19 PM
mmmmmm can bee but mostly balkey 90% jhoot hee hota hy
or merey dost ajkal koi kisi ka dost bahar ni hota to net per koi kya dost baneygaa
duniya baree kharab hy sab sey bhali sharab hy :ppp
Junaid{JAWO}
01-28-2010, 03:07 PM
hmmmm word friendship needs alot of commitment n by sayin that u r my friend isnt completing even the single aspect of friendship so it takes alot from u either on internet world or in reality....
yup i dont consider internet world real n wud undoubtly say world of fantasy so u can call them ur mates. fellow but not friends
thats wt i think hmmmm
DeV!L
01-28-2010, 04:08 PM
depands ..
M A H i
04-06-2010, 12:33 AM
thnx for replies............
DreamGirl
04-06-2010, 01:08 AM
they r all fake
Zafina
04-06-2010, 01:27 AM
hmmmm word friendship needs alot of commitment n by sayin that u r my friend isnt completing even the single aspect of friendship so it takes alot from u either on internet world or in reality....
yup i dont consider internet world real n wud undoubtly say world of fantasy so u can call them ur mates. fellow but not friends
thats wt i think hmmmm
100% sahi kaha bhai
DreamGirl
04-13-2010, 07:18 AM
nooooooo never
!~*AdOrAbLe*~!
04-13-2010, 08:18 AM
yea.....
!~~**KhAmOsH__NaInA**~~!
04-13-2010, 11:53 AM
yes few of them :)
Michellee
04-13-2010, 12:25 PM
It is hard for me to trust net friend .
!~*AdOrAbLe*~!
04-14-2010, 06:49 AM
yea....
DeV!L
04-20-2010, 06:37 PM
suree yeahh
(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
04-25-2010, 01:47 AM
maybe...!
! CHeeKU
04-27-2010, 07:13 AM
Depends upon sincerety of either side .... though net pe dostian karna aaj kal bohat ajeeb si baat hai jab waise hi real life main itne dost hon to :s
M A H i
09-15-2010, 05:42 PM
Never............
yaha kisi ko koi hasb e arzo na mila
kisi ko hum na mile or hum ko to na mila :)
ache dost har jaga hain " find them " :)
or ache dost agar mil jaeyn to unhen khote nahi
1000 bar rothey wo to 1000 bar manao
bcuz achi cheez bar bar nahi milti
SALMAN
09-18-2010, 10:28 PM
Friendship = Transparency
jisko aap personally nahi jaante hain aap usko dost na samjhain..
yeh naadaani hai
Specially Girls should be very much careful about it
aur waise bhi ek kahavat hai " Aadmi jaane basay aur sona jaane kasay"
insaan ko jab aap real life mein easily nahi samajh paate then how can u know someone remotely ?
I m very old chatter of msn rooms, i had a group named "AnjanDost" @msn
there a Girl was in my buddy list, she called me bhai.. she was one of managers in AnjanDost. She was called Nini as nick & Nadia Khalid as name..
after 3yrs.. I was shocked to listen from her fast friend that she was not she.. she was He... his real name was Abid.
but sab aise bhi nahi hain.. ek mera net friend tha from msn Rizwan Anwar.. when I went to Lahore in 2007.. he was my Host.. i went to his house, i met with his parents, bro & sister.. then we were just net friend but now we r real friend.
ღƬαsнι☣Rασ™
09-19-2010, 12:39 AM
Very Good Salmaan
I Agree With U
Its All Up to U
wo kehtey hein jo beej bow gey wo hi fasal kato gey (Cute)
to jesa app fake kero gey to app ko bhi fake hi miley ga:gimmefive:
and ager app kisi key sath friendship kero or us ko long life kerna chaho
to most depend on truth
to us relation ko app friendship keh sektey ho
otherwizzz down thomb:aa:
BR
TashiRao
RIZZI~ALONE~KING
09-19-2010, 04:57 AM
AlL ArE NoT TRuE
SALMAN
09-20-2010, 12:22 AM
Thank You very much @Tashi Rao..
well said it is up to U..
Allah Bada MusabbebulAsbaab hai.. woh hi jaanta hai sab kuchh
aur zahir hai jab hum apne sab kaam Allah ko haazir-naazir jaankar karte hain then dar kis baat ka.. us par humara 101% yaqeen hona chahiye..
bas aap apna raasta sahi rakhen.. baki sab kuchh Allah par chhor dain..
woh aap ka Muhaafiz rahega.. always :)
M A H i
09-21-2010, 09:30 PM
insaan ko jab aap real life mein easily nahi samajh paate then how can u know someone remotely ?
bikul sahi kaha Salaman,
i fully agreed wid ur statement
M A H i
09-21-2010, 09:54 PM
yaha kisi ko koi hasb e arzo na mila
kisi ko hum na mile or hum ko to na mila :)
ache dost har jaga hain " find them " :)
or ache dost agar mil jaeyn to unhen khote nahi
1000 bar rothey wo to 1000 bar manao
bcuz achi cheez bar bar nahi milti
hmmm
shair acha kaha :good:
Dost dhondane sy nahi milte qismat se milty hain :S
achi salam dua to shayd bohat se logo se ho sakti hay but true or close friends max 5 out of 100 Internet ki dunya mien log sincere nazar to bohat aatay hain but utnay hotay nahi jitna woh show kertay hain. Baqi achay log bhi bohat hain but as a true friends in ki percentage bohat kam hay. jee ko jee kehna Friendship nahe hoti friendship ya relation ka wahan pata chalta hay jab koi aap ko ghalt kahay aur aur apke dost ko pata ho k aap ghlat hosakte ho ya nahi phir pata chalta hai koun apka dost hai werna to sabhi ek dosray ki normal care bhi kertay hain etc aur mere nazdeek to yahi same cheez real life mein b hai.
SALMAN
09-22-2010, 02:35 AM
http://t0.gstatic.com/images?q=tbn:yo5Ucl4XyEAJqM
Shaam
09-22-2010, 02:39 PM
well
kaaf logo ne batein ki
mukhtilf sochein
tajurbat
apne apne khaylaaat
aap sab soch ke atey ho ke dhoka doge ya khao gei ?
hmmmm
mera nahi khayal koi bhi aisa soch ke ata hoga
per phir bhi
wajaaaa
hmmmm
gher me rahtey ho
waldein
behen bhai
aur rishtey daar
soher biwi bachey
ikhtilaaf hota hai ?
chordtey ho ?
naraz hotey ho
kinara karletey ho?
nahi ?
kio ?
kio kei sincerity pe shubha nahi hota
han do different insan hai
soch saktey hain
2 different tareeko sei
chalo wo tou waldein behen bhai aur TRUE relationship hoti hain
waha aisa kio nahi kartey keapni soch chor kar unki tarha sochne lago
nahi karsaktey na
tou yaha bhi nahi karsaktey
han waha naraz hojatey ho
bura lagta hai
2 4 roz moun phoola rahta hai
thats it
per yaha sab log perfectness kio expect kartey ho
samnei wala shaks meri zaat ko samne rakh kar desing nahi huwa
us sei ikghtilaaf hoga
hazaar baar hoga
samjho
jab un rishto ki khuloos ke yaqeen pe qayim rakhtey ho
tou yaha kia msla hai bhaiyo aur behno ?
chalo turn the table
tum waisey karlo jaisey samne wala expect karta hai
hmmmm
comon DOST waqai her koi nahi banta
per dosti kia hamehsa agree karne ka ya
expectation poori karne ka naam hai
kia koi bhi relation shi expectations pe depend karti hai ya khuloos per
sacrifice per
socho kab kis ko chora aur kio
100% answer batadeta hoo ikhtilaaf ki waja sei
tou chor do waldein ko bhen bhaio ko shoher biwi ko sab ko
SALMAM yeah agreed samjhna mushkil hai
per na samjh ane ke base per rishtey tor diye jatey hain
unko jhoota samjhne lagtey hain aap
mei apnei baap ko nahi samjh paya aaj tak
tou wo sacha baap nahi ?
hairat hai
koi samjhey
rishtey khuloos per bantey hain koi sa bhi
behen bhai ka
ma baap ka
shoher biwi ka
dost dost ka
ger khuloss niyat achi hai tou ek ghalt hogi
theik phir khayal rakhta hai banda
ghalt fehmio ka azala karta hai
sunta hai
sunata hai
achey lamho ka hisab rakhta hai
burey waqto ko ignore karta hai
kia aisey hi sab nahi nibhaatey ?
tou yah asoch ke atey ho ke bus
I QUIT ka banner hath me leikei rahooga ?
jaha moqa mila
I QUITTTTTTTTTTTT
comon guys
REMOTE talluq tou bandey aur RAb ka bhi hai
REMOTE talluq tou rooh sei jism ka bhi h ai
REMOTE talluq tou insan ka apne rohani peshwa sei bhi hota hai
samjhne ke lia waqt darkaar hai
ghaltia hoti hain
per I QUIT hmmm : )
koi samjhey zara
khuloos shart hai
perfectness nahi
warna me kudh ko doghla kahooga
ke apni zindagi me merei criterias diff hain
aur yaha different.....
koi samjhey zara
SALMAN
09-23-2010, 12:46 AM
Don't Confuse my Dear Shaam
Topic hai ki Net Friends kya Real Friend ho sakte hain ya nahi
aap ne khud aitraf kiya ki aap apne waalid mohtaram ko samajh nahi sake to kya aap ki unse koi mutual understanding hogi ? ( shayed nahi )
Virasat mein mile Rishton ko aap nibhaate hain halanki koi dil se rishta nahi hota hai phir bhi nibaahna padta hai yeh society ka rule hai.
jab baat Dosti ki aaati hai then baat sirf understanding ki hoti hai zabardasti nibaahne ki nahi hoti hai.. then ab masla hai ki Net & Real Friendship mein kaise parkhain ?
maine is baat ki baabat kaha hai ki jab aap real mein kisi easily read nahi kar paate then remotely kaise kar sakte hain.
NOW CLEAR THE POINT ?
RISHTE 2 TARAH KE HOTE HAIN
1. VIRASAT MEIN MILE RISHTE
2. WOH JO AAP KHUD BANATE HAIN
AUR EK BITTER TRUTH HAI KI BAHOT SE RISHTE SIRF SELFISH MOTIVE KE TAHET BANTE HAIN
Shaam
09-23-2010, 01:05 AM
Ji bilkul : )
Diloon ki Emaratoon mai kaheen Bandagi nahi
Pathar ki Masjidoon mai Khuda dhondte hain loog
Strange
yaha to apni baat ko ehmiyat dilane k liye Taqareer ki ja rahi hain
net ho ya practical life khud achey bano aap ko sab ache milenge
n
Mahi according to u k dost dhondne se nahi qismat se milte hain
Such to keh doon magar is dour k insano ko
baat jo dil se nikalti hai buri lagti hai
to agar ghar beth kar RIZQ ka intizar kiya jaey to mumkin nahi k mil jaey jab tak talash na kiya jaey
Irshad hai " or tum ma'ash ki talash mai niklo "
beshak Allah hi daine wala hai
per Allah nai hi MEHNAT k liye kaha hai
same usi
tarah DOST qismat se nahi milte Dhondne se milte hain
buhat loog atey hain hamari zindagi mai hami parakhte hain unhen samjhte hain unhen
phir DOSTI ka name daite hain
agar kisi k parakhne ya samjhne mai ghalti ho to usey QISMAT ka name nahi diya jata
apni kam aqli kaha jata hai or ese log qismat k saharey bethey rehte hain
buhat ziada to nahi kahonga bus MAI or LAMS 10 years pehley NET per hi miley they but hamarey darmiyan net kam DOSTI ziada hai or inshallah rahenge
I wish k sab ko buhat achey DOST milen. Ameen
agar mairi baat kisi ko buri lagi to mai mozrat chahta hon
Mahi nvm plz
Truth Reveals
09-23-2010, 04:00 PM
Depends upon sincerety of either side .... though net pe dostian karna aaj kal bohat ajeeb si baat hai jab waise hi real life main itne dost hon to :s
Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala,
Wohi Andaaz Hay Zalim Ka Zamanay Wala..
Kya Kahain, Kitnay Marasim Thay Humaray Us Say,
Wo Jo Aik Shakhs Hay, Moo'n Phair K Janay Wala..
Muntazir Kis Ka Hoo'n Tooti Howi Dehleez Pay Mein,
Kon Aye Ga Yaha'n, Kon Hay Anay Wala..
Tum Takallus Ko Ikhlaas Samjhtay Ho Faraz..
Dost Hota Nahi Har Hath Milanay Wala..
Depends Upon Sincerity & Nature.. Of both Sides..
Internet, Non-Internet.. Koi Masla Nai Jazak allah
Deewana
09-23-2010, 10:47 PM
Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala,
Wohi Andaaz Hay Zalim Ka Zamanay Wala..
Kya Kahain, Kitnay Marasim Thay Humaray Us Say,
Wo Jo Aik Shakhs Hay, Moo'n Phair K Janay Wala..
Muntazir Kis Ka Hoo'n Tooti Howi Dehleez Pay Mein,
Kon Aye Ga Yaha'n, Kon Hay Anay Wala..
Tum Takallus Ko Ikhlaas Samjhtay Ho Faraz..
Dost Hota Nahi Har Hath Milanay Wala..
Depends Upon Sincerity & Nature.. Of both Sides..
Internet, Non-Internet.. Koi Masla Nai Jazak allah
emm a fan of u for few things now
: )
M A H i
09-24-2010, 12:16 AM
Diloon ki Emaratoon mai kaheen Bandagi nahi
Pathar ki Masjidoon mai Khuda dhondte hain loog
Strange
yaha to apni baat ko ehmiyat dilane k liye Taqareer ki ja rahi hain
net ho ya practical life khud achey bano aap ko sab ache milenge
n
Mahi according to u k dost dhondne se nahi qismat se milte hain
Such to keh doon magar is dour k insano ko
baat jo dil se nikalti hai buri lagti hai
to agar ghar beth kar RIZQ ka intizar kiya jaey to mumkin nahi k mil jaey jab tak talash na kiya jaey
Irshad hai " or tum ma'ash ki talash mai niklo "
beshak Allah hi daine wala hai
per Allah nai hi MEHNAT k liye kaha hai
same usi
tarah DOST qismat se nahi milte Dhondne se milte hain
buhat loog atey hain hamari zindagi mai hami parakhte hain unhen samjhte hain unhen
phir DOSTI ka name daite hain
agar kisi k parakhne ya samjhne mai ghalti ho to usey QISMAT ka name nahi diya jata
apni kam aqli kaha jata hai or ese log qismat k saharey bethey rehte hain
buhat ziada to nahi kahonga bus MAI or LAMS 10 years pehley NET per hi miley they but hamarey darmiyan net kam DOSTI ziada hai or inshallah rahenge
I wish k sab ko buhat achey DOST milen. Ameen
agar mairi baat kisi ko buri lagi to mai mozrat chahta hon
Mahi nvm plz
chill,
mene kab kaha k mere nazaeriye se aap b ittifaaq karein ?
all ppl have diff ways of thiking....
anyways thnx for drop ur comments.
well nice thread
i wish u the very best in life
M A H i
09-24-2010, 12:27 AM
thnx
same to u
-|A|-
09-24-2010, 01:05 AM
DOSTI or net par ..Ik buhaat mushkil lakin buhat acha topic hai ..
JAB mein net pr dosti k pechay bhagta tha .. tou log mujhe chor k bhag jatay thay .. or ab mein dosti sy DOOR bhagta hon .. tou bhe log mujhe chor k bhag jatay hain .. NET pr trust bhe hai kyun k yahan bhaiyon sy bhe barh k dost milay hain .. or net pr kuch afsos bhe .. jiss nay .. buhaat say aisay log jo kuch he arsay mein aziiz hu gaye .. cheen bhe liyee hain .. Tou mein na net pr ilzaam laga sakhta hon or na he net ko buhaat SUCHAY dil sy tareef kr sakhta hon ..
M A H i
09-24-2010, 01:08 AM
hmmm...
SALMAN
09-24-2010, 02:50 AM
agar kisi k parakhne ya samjhne mai ghalti ho to usey QISMAT ka name nahi diya jata
apni kam aqli kaha jata hai or ese log qismat k saharey bethey rehte hain VERY NICE @DiE
itna to main kah sakta hoon ki 80% se zaayed pplz net par jhoot bolte hain
then bharosa ek dum se karna .. shayed bewaqoofi hogi
BAD ASPECTS OF NET-FRIENDSHIP
jaise ki Boys.. Girl ka nick rakhte hain
Age chhupate hain
Resident place ghalat batate hain
jo karte hain usse mukhtalif bataate hain
kuchh to bas time pass karte hain
kuchh log .. dost banate hain sirf personal cheezon ko jaanne ke liye
maine to aise log bhi dekhe hain.. Cam ka bhi misuse karte hain.. video recording karke apne friends mein share karte hain.. yahi nahi kabhi kabhi to mms bhi bana dete hain
Paltalk par ek tarf to Qraan Pak ki tilawat jaise azeem competition hote hain aur ek taraf Gaaliyon ka aamukhta...
GOOD ASPECTS OF NET-FRIENDSIP
You can learn how to make friend
you can learn other languages
you can get all types information by making good/Creative friends
even you can get next to real bro/sis
you can get real true friends
jaisa ki DiE ne kaha "Jaise aap hain waise PPLz aap ko milenge"
this statement is 100% True
"HumZulf baHumZulf Parwaz" ....... it is Persian Proverb
"The Man is Known by the Society He Keeps" ......... Shakespeare
wahh wahhh.. Great @DiE
Diloon ki Emaratoon mai kaheen Bandagi nahi
Pathar ki Masjidoon mai Khuda dhondte hain loog
According to Dushyant Kumar (Hindi/Urdu Poet of India)
Mazaaron se Duayen Mangte hain,
Aqeeday kis qadar Polay huye hain.
Ghazab hai sach ko sach nahi kahte woh,
Quraan o Upnishad Khole huye hain !!
* Polay (khokhlay) = empty
* Upnishad = Ved Books of Hindu Mythology
http://en.wikipedia.org/wiki/Dushyant_Kumar (http://en.wikipedia.org/wiki/Dushyant_Kumar)
mujhe bhi bolne ka moka dia jaey
SALMAN
09-24-2010, 03:56 AM
http://img411.imageshack.us/img411/2584/70207302.jpg
mujhe bhi bolne ka moka dia jaye
yeah sure.......aap ko poora poora huq diya jata hai.....aap zor se bolo dil khol kar bolo......:)
ZA!B THE FUR!OUS
09-24-2010, 07:51 PM
DOSTI or net par ..Ik buhaat mushkil lakin buhat acha topic hai ..
JAB mein net pr dosti k pechay bhagta tha .. tou log mujhe chor k bhag jatay thay .. or ab mein dosti sy DOOR bhagta hon .. tou bhe log mujhe chor k bhag jatay hain .. NET pr trust bhe hai kyun k yahan bhaiyon sy bhe barh k dost milay hain .. or net pr kuch afsos bhe .. jiss nay .. buhaat say aisay log jo kuch he arsay mein aziiz hu gaye .. cheen bhe liyee hain .. Tou mein na net pr ilzaam laga sakhta hon or na he net ko buhaat SUCHAY dil sy tareef kr sakhta hon ..
i agree bro
Truth Reveals
09-24-2010, 08:37 PM
emm a fan of u for few things now
: )
Shukriya.. Bhai..
maliksaim
10-29-2010, 04:43 PM
keep on sharing please
ღƬαsнι☣Rασ™
11-04-2010, 01:24 PM
insaan ko jab aap real life mein easily nahi samajh paate then how can u know someone remotely ?
bikul sahi kaha Salaman,
i fully agreed wid ur statement
Yes Theek hey Mein Bhi Agree Hoon
But Friendship koi agreement to hey Nahi !!
ye to aik Trust hey Aytmaad hey Other Person per
and mein ager Salman sey ,, Ya Mahi sey ya Shaam Bhai sey Friendship kerta hoon to
mein Salman, Mahi, and Shaam sey friendship ker reha hoon jo mujhey jis terhan nazer
Aarehey hein ya jo personalty Ye show ker rehey hein Mein us personalty ko like ker key
in sey friendship ker reha hoon to is mein fake ya dhoka ya hide personalty jesi baat kerna
sirf ilzaam ho gi
Koi bhi Cheez Ager Apni Limit mein Rehey To wo app ko Tension ya Takleef nahi dey sakti . . . !
munazza
11-13-2010, 10:14 AM
it depends upon our own behaviour because we are also net users
Mr.Complicated
12-05-2010, 08:09 AM
sab topi drama hay lol..
ღƬαsнι☣Rασ™
12-09-2010, 05:35 AM
y not Mahi ,,,
Baakhiyon ka to nahi maaloom
Apnay baaray mein zaroor keh sakta hoon
Ager niyat achi ho to rishta mazbooti ikhtiyaar ker layta hai :)
ღƬαsнι☣Rασ™
12-12-2010, 09:31 AM
hahahah ,,, good Owi ,,,
God Bless U,,
life2
12-13-2010, 09:45 PM
hmmmmm
Life ya to comments do
ye bilawaja ki hmmm samjh nahi i is thread mai ?
innocent khan
12-14-2010, 11:45 PM
no it cn not be true frnds
DeV!L
12-15-2010, 05:19 AM
Good Friendz And True Friendz Mai Kuch Farak hai ..
Good Friendz ho Sakte hai Lakin true nahi ..!!
A L i
12-15-2010, 12:19 PM
well said Dev Bro
I think best friends
Nadia89
12-15-2010, 04:26 PM
keep on your sharing ..
JunOOn
12-15-2010, 04:30 PM
Hmmm Ho Bhi Saktay hain .....
ღƬαsнι☣Rασ™
01-03-2011, 09:18 AM
ya per bharosa kerna mushkil hi hey ,,,
Saba90
01-04-2011, 08:17 AM
awesome ....
saniaa83
02-19-2011, 06:54 PM
sirf achey friend ho sktey hn.but mostly aisa nhi hota.people just cheat eachother.
Alishabc
02-21-2011, 02:50 PM
It depends upon people.Because the main thing in friendship is sincerity.
shakhiraa33
02-22-2011, 09:24 PM
i dont think so that are sincere with each other at net.
Why Not ?
Bilkul Ho Saktay Hein :)
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.