Lucky
12-06-2009, 06:19 PM
Ahd-e-rafta ki tarah mujko bhula bhi deta
mein jo ansU tha to palko se gira bhi deta
kyu tha sharminda agar qatal kiya tha mujko
tu mere sar koi iLzam laga bhi deta
kyu satata mein tujhe khuro-e-pareshan ban kar
tu mere khat meri tasveer jla bhi dEta
bewafi koi afsane ka anJaam bhi nahi
kash Afsane ko tu mor naya bhi deta
tu khuda kab tha ki mein Dhund hi leta tujko
jane wale tu mujhe apna pta bhi deta
teri Gazal ne jab apna gla ghonta tha
tu agar muj mein tha to sada bhi deta