(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
12-03-2009, 09:33 AM
Dasht-e-Hijeran Main Saya na Sada teray baad
Kitnay Tanha hain teray aabla paa teray baad
Koi paygham na Dil daar nawa teray baad
khaak urati hue guzeri hay saba teray baad
Lab pe ek Herf-e-talab tha, na raha teray baad
Dil main taseer ki Khuhish na dua teray baad
aaks-o-aiyna main rabat ho gia teray baad
Hum tu phirtay hain khud se khafa teray baad
Dhoop aa'raz ki na zulfoon ki Ghata teray baad
Hijer ki rut hay k Habas ki Fiza teray baad
Pairhaan apna salamat na Qaba teray baad
Bass wahi ham wahi sehra ki Rida teray baad
Dil na mehtaab se Ujala na Jala teray baad
Ek JugnOo tha chup chaap Bujha teray baad
Ek Qiyamat ki Kharashian meray Chehray main saJein
Ek Mahshar meray ander se utha teray baad
Tujh se Bichera tu Murjha k hava Burad hua
Kaun deta hay mujhay Khilnay ki dua teray baad
Aay falak naaz meri khaak nasheeni teri bakhshish
Main nay Matti pe tera naam likha teray baad
Tu k simta tu Rag-e-Jaan ki haddon main simta
Main Jo Bikhera Tu samyta na gia teray baad
Milnay walay kai mafhoom Pehan ker milay
Koi Chehra bhi na aankhon nay perha teray baad
Bujhay Jatay hain Khud-o-khaal-e-manazar-e-Ufaq
Phailta Jata hay Khuhish ka Khal'aa teray baad
Yah alag baat hay k afsha na hua Tu warna
Main nay Kitna tujhay mehsos kia teray baad
Meri dukhti hue aankhon se Gawahi laina
Main nay socha tujhay apnay se siwa teray baad
Seh lia dil nay teray baad Malamat ka aazab
Warna Chubhati hay Rag-e-Jaan main hava teray baad