bikhrai phool
12-02-2009, 09:10 PM
;ham kia hamari uukat kia
;ham tu kath putliyan
;waqt kai hathu ki
;jo merzi us data ki
;kbi dorr ko iss aur guma de
;kbi uss aur le jaae
;hamara kaam kia
;uss dorr ke sang chalna
;jo bi kahani hai
;uss ka hissa banna
;hame gam se kai matlab
;hame khushi se kai lena
;zandagi ki basaat per
;kbi dhaae ghar chalna
;kbi aik khana kbi pura rasta
;aur kbi chek mate mil jana
;na hamari koi soch
;na hamara koi khyal
;na koi sawal na koi jawab
;hame muhra banna hai tab tak
;khail khtam na ho jab tak
;jis din khail khatam
;us din hamara kaam khatam
;aur ham bi khatam
;ham tu kath putliyan
;waqt kai hathu ki
;jo merzi us data ki
;kbi dorr ko iss aur guma de
;kbi uss aur le jaae
;hamara kaam kia
;uss dorr ke sang chalna
;jo bi kahani hai
;uss ka hissa banna
;hame gam se kai matlab
;hame khushi se kai lena
;zandagi ki basaat per
;kbi dhaae ghar chalna
;kbi aik khana kbi pura rasta
;aur kbi chek mate mil jana
;na hamari koi soch
;na hamara koi khyal
;na koi sawal na koi jawab
;hame muhra banna hai tab tak
;khail khtam na ho jab tak
;jis din khail khatam
;us din hamara kaam khatam
;aur ham bi khatam