Log in

View Full Version : kya aap log jante hain..


life2
11-20-2009, 08:56 PM
Be-Waqt K Mehmaan Ki Mehman-Nwazi Talwaar Se Jehaad
Aur
Sakht Garmi K Rozay Mere Pasandeda Tareen Amal Hain"

Hazrat Ali (R.A)


"Us Shaks Per Zulm Kerne
Se Mohtaat Raha Karo
Jis Ka ALLAH K Siwa
Koi Na Ho .."

Hazrat IMAM HUSSAIN (R.A)


Us Kay Siwa Koii Mabood Nahi Or Usi Ki Taraf Palatna Hay.

Wo Poorab ( Mashriq ) Or Pecham ( Maghrib ) Ka RAB , Us Kay Siwa Koii Mabood Nahi.

Tum Farmao Wo ALLAH Hay Or Ak Hay.


"Log Tung-dasti Se
Jtna Darty Hyn
Agr DOZAKH Se Dare'n
Tou Dono' Se Bach
Jaye'n
Maal Se Jtni Mohabbat
Krty Hyn Agr Jannat Se
Kare'n Tou Dono' Pa Le'n"


*us se dosti na karoo jisay khud per gharoor ho.
*Maa,Baap ko bura mat mano chahay lakh in ka kasoor ho.
*Buray raste per mat chaloo chahay kitni bhi manzil dur ho.
*Raah chalte ko dil mat doo chahay lakh moun per noor ho.
*Pyaar ki baat wahan karoo,Jahan pyaar nibhanay ka dastoor ho.


"Khamosh Raho Ya Aisi
Baat Kaho Jo Khamoshi Se
Behter Ho ..."


"Adab K Zariye Apni
Izzar Aur Ilm K Zariye
Apne Deen Ki Hifazat
Kro... "

~Hazrat Ali R.A~

1 Aadmi k Oonth (Camel)
Raat Ko Bohat Rota Tha
Wo Aadmi Hazrat
Mohammad (S.A.W) k
Paas Aaya Aur Sara Haal
Bataya. Aap (S.A.W) Ne Oonth
Se Roney Ki Waja Poochi Tou
Us Ne Kaha Ye Raat Ko Esha
Ki Namaz Parhey Baghair Sota
Hy Tou Main Is k Bister k Neechy
Jalny Wali Aag Dekh k Rota Hon ...

Try 2 Offer Namaz

Hamzaking
12-19-2009, 03:22 PM
nyc sharing

!«╬Ĵamil Malik╬«!
05-11-2010, 06:19 PM
Jazak allah

ღƬαsнι☣Rασ™
02-12-2012, 12:13 AM
Jazak Allah
thnx 4 sharing

SHAYAN
03-01-2012, 06:02 PM
JazakAllah

DeV!L
04-09-2012, 08:31 PM
JazakAllah..

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.