bikhrai phool
11-18-2009, 05:04 AM
;Aee bai khabber anjaan, kun; mai tere lia khud ko jalaun
;aur kun; mai ipne ap ko jhoote khawab dekhaun
;wo chala jae ga aik din, kai, usse jana hi , hai
;tu us jane wale kai lia ,kun, mai ipni aankhu mai sapne, sajaun
;jab ye tai hai kai, muhabat ka warr uss per nhi hona hai
;tu kun iss un dekhi, unjaani, aag mai khud ko jalaaun
;aur jis raah per bas kantte hi, hn bikhrai huwa her traf
;tu kun, mai us pe chal chal ker ipne paaun, ko zakham lagaun
;aur sono; muhabat jab zaberdasti ka sudaa hi, nahi hai
;tu kun, fir is raah -e- khaardaar ki; khareedar mai ban jaaun