~wish munda~
11-18-2009, 12:04 AM
Chalo maan lete hain nahin tha pyar wo,
nhn rahe hon gay hum dost kabhi,
mgar yun to na kaho yaar tum,
tera mera rishta tha kch nhn,
kioun k itni to hai mujhe khabar,
itna to jaana tum ko bhi hai yaqeen,
k kal bhi tha kuch darmiyan,
aur kuch to hai aaj bhi.
nhn rahe hon gay hum dost kabhi,
mgar yun to na kaho yaar tum,
tera mera rishta tha kch nhn,
kioun k itni to hai mujhe khabar,
itna to jaana tum ko bhi hai yaqeen,
k kal bhi tha kuch darmiyan,
aur kuch to hai aaj bhi.