~wish munda~
11-10-2009, 12:57 AM
Sahil, rait, samander, lehrain..
Basti, jungl, sehra, darya..
khushboo, Mosam, phool dareechey..
Badal,suraj,chand,si tarey..
Aj ye sb kch naam tmhare
Khuwab ki batain ,yad k qissey..
Soch k pehlu,neend k lamhe..
Dard k ansu,chain k nagmay..
Urtey waqt k behte dharey..
Aj ye sb kch naam tmhare...
Basti, jungl, sehra, darya..
khushboo, Mosam, phool dareechey..
Badal,suraj,chand,si tarey..
Aj ye sb kch naam tmhare
Khuwab ki batain ,yad k qissey..
Soch k pehlu,neend k lamhe..
Dard k ansu,chain k nagmay..
Urtey waqt k behte dharey..
Aj ye sb kch naam tmhare...