~wish munda~
11-10-2009, 12:53 AM
hawa ko awaara kehne walo,,,,,
kabhi tou socho kabhi tou likho
hawaein kiyun apni manzilon se bhatak gaiyiin hain
na in ki aankhon mein khuwaab koi
na khuwaab mein intizaar koi
na in kay sare safar mein
subaah thi koi
na shaam_e_sada aitbaar koi
na in ki apni koi zameen na aasmaan pe koi sitara
na koi mousam na khushboo ka koi istuaara
na roshni ki lakeer koi
jo in kay dukh per kitaab likhe
musaafrat ka azaab likhe
hawa ko awaara kehne walo
kabhi tou socho,,,