!~*AdOrAbLe*~!
11-08-2009, 09:00 AM
MEEM@harf-e-Mu'qat'ta
================================
MEEM @
Meri Majal kya @
Main bayyan kerun @
Meem ki sakht o Moulood ko @
Meem hae markaz her chai ka @
Meem daerah KURSI SAMMWAT O ARD ka @
Meem ka Mufhoom Muhabbat @
Meem ka Matlab Maghfirat @
Mehroom reh gaya jis ne @
Meem ko jana nahi @
Meem ko Mana nahi @
Meem...Muhammad (s.a.w) @
Meem...Mustafa (s.a.w) @
Meem...Mujtaba (s.a.w) @
Meem...Murtaza (s.a.w) @
Meem...Macca @
Meem...Madina @
Meem...Masjid @
Meem...Maktab @
Mere RABB @
Mehrban ne @
Meem......Maa @
Mujhe kehna sikhaya @
Mujhe perhna sikhaya IQRA
Mutakabbir mujhy majaz kerday@
Meri raza ho herdam @
Maa ke qadmun ke der ki chabi ho hath meray @
Muqaddar ho mera jannat ki mehfil @
Mulaqat ho Muhsineen say @
Moutabar hi nahi woh @
Mutalashi na ho jo Mehrban RABB ki raza ka @
Main ne ungliun ki sakht main @
MUSAV ' VER-O-KHALIQ ko he khoja @
Main ne hathun ki lakirun main 99 asma-e-husna hain pae @ * (81+18=99)
Mamoor hain sab @
Meem ki gardan main @
Meem ki humd o sana main @
Masroof hain @
Mashghool hain @
Makhlooq arz o sama ki @
Meem gar MUHAMMAD (s.a.w) say juda hojai @*
Mere RAB ki 'Humd' hojay @
Meem gar dono nikalo @
Mere Rab tak rasai 'Hud' e Muhmmad @
Muqaam "salaMun salaMun" hojai @
Meem Masbat (+) ho kay Munfi (-) @
Meem kamil @
Meem Mukammal @
Meem Muqam-e-Muntaha @
Meem Marium saiyadah pak daman @
Meem Masoumeen e Qarbala @
Meem Murshid @
Meem Murid @
Meem Maajzoob @
Meem Mehboob @
Meem huM main @
Meem tuM main @
Meem say Mu'zai'yun kaiynat @
Meem main Muqeem Makhlooqat @
Meem hayyat,Mout o bad-az-Mout @
Meem Mazi @
Meem Mustaqbil @
Meem Masjid main sajdah reez dekha @
Meem sar hae Makhlooq-e-Khuda ka @
Meem jata hae sajdah main sab say pehlay @
Meem Meraj-e-Momin @
Meem ki karamat dekhna ho tou dekho @
Moujzah ye khuli ankhun say dekho @
Mehboob sar ko jhokata hae jab @
Meem sajdah rez hojata he tab @
Mukhtasar ho kay simat kay jism bhi @
Muhammad (s.a.w) ka nam bunjata he @ *
Malik-e-Mulk , Malaika-o-Muomimeen ka daroud @
Muhammad (s.a.w) o Aal pay @
*hathun ko dua mangnay ki shkl main milain tou arabi ki ginti ^I+I^=99 banta he
aur 9+9=18,aur 8+1=9 banta he SUBHAN YA MUSAVVIR YA GHALIQ E MAKHLOOQ
*Muhammad (s.a.w) kay nam say pehla meem nikalain tou humd dosra meem nikalain tou hud ka lafz banta hae....ess hud k bad la-muntaha ka safr hae
*namazi kay sajdah kay posture profile ,sar ,peth ,tangun k mornay say lakay paun k punjun k murnay tak ki shkl hooruf e tahaji =MEEM+Hay+MEEM+DAL
================================
MEEM @
Meri Majal kya @
Main bayyan kerun @
Meem ki sakht o Moulood ko @
Meem hae markaz her chai ka @
Meem daerah KURSI SAMMWAT O ARD ka @
Meem ka Mufhoom Muhabbat @
Meem ka Matlab Maghfirat @
Mehroom reh gaya jis ne @
Meem ko jana nahi @
Meem ko Mana nahi @
Meem...Muhammad (s.a.w) @
Meem...Mustafa (s.a.w) @
Meem...Mujtaba (s.a.w) @
Meem...Murtaza (s.a.w) @
Meem...Macca @
Meem...Madina @
Meem...Masjid @
Meem...Maktab @
Mere RABB @
Mehrban ne @
Meem......Maa @
Mujhe kehna sikhaya @
Mujhe perhna sikhaya IQRA
Mutakabbir mujhy majaz kerday@
Meri raza ho herdam @
Maa ke qadmun ke der ki chabi ho hath meray @
Muqaddar ho mera jannat ki mehfil @
Mulaqat ho Muhsineen say @
Moutabar hi nahi woh @
Mutalashi na ho jo Mehrban RABB ki raza ka @
Main ne ungliun ki sakht main @
MUSAV ' VER-O-KHALIQ ko he khoja @
Main ne hathun ki lakirun main 99 asma-e-husna hain pae @ * (81+18=99)
Mamoor hain sab @
Meem ki gardan main @
Meem ki humd o sana main @
Masroof hain @
Mashghool hain @
Makhlooq arz o sama ki @
Meem gar MUHAMMAD (s.a.w) say juda hojai @*
Mere RAB ki 'Humd' hojay @
Meem gar dono nikalo @
Mere Rab tak rasai 'Hud' e Muhmmad @
Muqaam "salaMun salaMun" hojai @
Meem Masbat (+) ho kay Munfi (-) @
Meem kamil @
Meem Mukammal @
Meem Muqam-e-Muntaha @
Meem Marium saiyadah pak daman @
Meem Masoumeen e Qarbala @
Meem Murshid @
Meem Murid @
Meem Maajzoob @
Meem Mehboob @
Meem huM main @
Meem tuM main @
Meem say Mu'zai'yun kaiynat @
Meem main Muqeem Makhlooqat @
Meem hayyat,Mout o bad-az-Mout @
Meem Mazi @
Meem Mustaqbil @
Meem Masjid main sajdah reez dekha @
Meem sar hae Makhlooq-e-Khuda ka @
Meem jata hae sajdah main sab say pehlay @
Meem Meraj-e-Momin @
Meem ki karamat dekhna ho tou dekho @
Moujzah ye khuli ankhun say dekho @
Mehboob sar ko jhokata hae jab @
Meem sajdah rez hojata he tab @
Mukhtasar ho kay simat kay jism bhi @
Muhammad (s.a.w) ka nam bunjata he @ *
Malik-e-Mulk , Malaika-o-Muomimeen ka daroud @
Muhammad (s.a.w) o Aal pay @
*hathun ko dua mangnay ki shkl main milain tou arabi ki ginti ^I+I^=99 banta he
aur 9+9=18,aur 8+1=9 banta he SUBHAN YA MUSAVVIR YA GHALIQ E MAKHLOOQ
*Muhammad (s.a.w) kay nam say pehla meem nikalain tou humd dosra meem nikalain tou hud ka lafz banta hae....ess hud k bad la-muntaha ka safr hae
*namazi kay sajdah kay posture profile ,sar ,peth ,tangun k mornay say lakay paun k punjun k murnay tak ki shkl hooruf e tahaji =MEEM+Hay+MEEM+DAL