!~*AdOrAbLe*~!
11-08-2009, 08:47 AM
chotti si zindagi hai aur lambi hai qabr
==========================
zindagi tera bharosa nahi
tu to hai tota-chashm
najanay kab ankhain phair lay
aj hi main nay hisab kitab karlia
aj hi chukta karlia sab udhaar
kis lamha kis pal
na janay kab
mera wafa-shaar sathi ajaye
mujhay laijaye
wada khilaf nahi woh
jald ya bader
deer saweer
ana hai usko
main nay sab karlia intezam e mout
edrak kay lamhay huwa intezar e mout
turka mera
char kapray
char bartun
char alfaz
"mujhay maaf kar dena!!
==========================
zindagi tera bharosa nahi
tu to hai tota-chashm
najanay kab ankhain phair lay
aj hi main nay hisab kitab karlia
aj hi chukta karlia sab udhaar
kis lamha kis pal
na janay kab
mera wafa-shaar sathi ajaye
mujhay laijaye
wada khilaf nahi woh
jald ya bader
deer saweer
ana hai usko
main nay sab karlia intezam e mout
edrak kay lamhay huwa intezar e mout
turka mera
char kapray
char bartun
char alfaz
"mujhay maaf kar dena!!