!~*AdOrAbLe*~!
11-05-2009, 07:04 PM
*=*=*=*=*♥M!E FAV♥*=*=*=*=*=*
.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.~.
~: Na Khoobyaan meri hein naa mera koi Kamal hei..
~: Daitaa Wohi Kareem Wohi Jal-e-Jalal hei,
~: Kuch apnay dam par loon to chinanay ka dar b ho..
~: Us k diyee ko cheen ley koi, kis ki yeh majal hei...

Wo jis ne diye dil ko mohabat ke khzane
badal ki trha ankh se barsa bhi wahi ha

Tujhe tanha mohabat ka ye darya paas krna hai....
nadamt ho gi uss ke hoslo ko aazmane se......

Is shehr me kitne chehre the kuch yad nhi, sab bhool gye..
Ik shakhs kitabon jesa tha, woh shakhs zubani yaad rhaa..

thaka hua hai wajood sara, ye maanti hoon mai..
magar khayaalon se koi jaaye to neend aaye na..

Le Gaya Chin K Kaun Aaj Tera Sabr-o-Qarar..
Beqarari Tujhe Aie Dil Kabhi Aisi To Na Thi!!

unhein apnaa nahin sakta magar itna bhi kya kam hai...
ke kuchh muddat haseen Khvaabon men kho kar jee liyaa main ne...

Wo ajnabi ban ke mile bhi to, kia hai...
Ye naaz kam hai k mai bhi uski kabhi rahi hoon...

Kuch is liye bhi tum say mohabat hai mujh ko faraz...
Mera tu koi nahi hai tumhara to koi ho...

Teevar Thay Bai-Rukhi Kay Andaaz Dosti Kay....
Wo Ajnabi Tha Lakin Lagta Tha Aashna Sa !!

Wo Jisay Neend Kaha Karty hen sab, Cheen k Neend..
Wo Tery baad Kabi aank mein utri hee nahi..

TUM TAKALLUF KO BHI IKHLAAS SAMAJHTAY HO FARAZ..
DOAST HOTA NAHIN HAR HAATH MILLANAY WALA..

hum wo ana parast han jo haar k bhe kehtay han..
wo MANZIL he badnaseeb the jo humko paa na sakee !!

Aik umar say adat AADAT ha teray shamo sehar ki...
ab kon tere YAAD k mamuul say niklay !!!

Ye wafa ki sakht raahen , ye tumhare paOn naazuk..
Na lo intikaam mujh se meray sath sath chal ke..

Ye keh kar mere dushman mjhe hansta chorh gaye..
Ke tere apne hi kaafi hain tujhe rulaane ke liye..

Jungle Main Istarah Ki Udaasi Na Thi Kabhi...
Ae Kaarwaan Tehar Koi Sathi Bichar gya...

Khaamoshii kaa haasil bhii ek lambii sii Khaamoshii hai..
un kii baat sunii bhii ham ne apanii baat sunaaii bhi..

Mera Saaf Sada Mizaj Tha Mujhe Ishq Honay Ki Kia Khabar...
Teray ek Tabusam e Naaz Ne Mera sara Zouq Badal Dia...