!«╬Ĵamil Malik╬«!
11-05-2009, 06:12 PM
Baray masoom jazbon say
woh apnay shokh hathon par
Wafa ki surkh mehndi say
ussi ka naam likhti hai
Jisay woh pyar karti hai
Magar woh na samjh larki
abhi tak yeh nahin samjhi
Kay sapnay toot jain tou
Bohat barbaad kartay hain
Yeh ujlay rang hathon par
Kabhi thehra nahin kartay
Mohabat tou haqeeqat hai
Koi sapna nahin hota
Kisi ka naam likhnay say
Koi apna nahin hota!!!!
woh apnay shokh hathon par
Wafa ki surkh mehndi say
ussi ka naam likhti hai
Jisay woh pyar karti hai
Magar woh na samjh larki
abhi tak yeh nahin samjhi
Kay sapnay toot jain tou
Bohat barbaad kartay hain
Yeh ujlay rang hathon par
Kabhi thehra nahin kartay
Mohabat tou haqeeqat hai
Koi sapna nahin hota
Kisi ka naam likhnay say
Koi apna nahin hota!!!!