(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
11-05-2009, 04:37 AM
gham kee barish ney bhee tere naqsh ko dhoya nahin
tu ne mujh ko kho diya,mein ne tujhe khoya nahin
neend ka halka gulabi sa khumar ankhon mein tha
yoon laga jaise wo shab ko dair tak soya nahin
har taraf deewar-o-dar aur un mein ankhon ke hujoom
keh sake jo dil kee halat wo lab-e-goya nahin
jante hain ek aise shaks ko hum bhee munir
sham se pathar ho gya lekin kabhi roya nahin.