kashan memon
11-02-2009, 09:40 PM
:102:
Mirza Adeeb ki kitab "MAtti ka Diya se:--
" abba g (father) martay ya dantay tu Ami (mother) bacha leti thi..
Ek din mai ne socha k agaer ammi danti ya marti hai tu Abba g kiya karengey?
Ye dekhnay k liye mai ne akser ami ka kehna nahi mana.
Unho ne (mother) mujhay kaha k bazar se kuch le aao, tu mai nahi le kar aya..
Unho ne (mother) ne salan kam diya tu mai ne ziydha manga,,
Kapray (dress) melay (dirty) kar k ghar wapis lota..
mera lehja ghustakhana tha,,
mujhay puri tawaqa umeedh thi k ammi zarru maregi..
MAGAR!!!!!!!!
unho ne mujay seenay se laga kar kaha kiyn putter mai sadqay tu bemar tu nahi?
USS waqat mere ansu thaiy key rukay hi nahi........
duniya ki har "MAA" ko sallam