kashan memon
11-02-2009, 02:39 AM
:star:
Wo jo daw-e-ydhar hai shehair mai k
Sub hi ka nabz shanas hon,,
Kabhi Aa k mujhsay tu puchta
K mai kis k gham mai udhas hon,,
Ye meri kitab_E_hayat hai
Esse dil ki Aankh se parhay zara,,
Mai warq warq us k samney
Us k rubaru, us k paas hon,,
Ye uski umeed ko kiya hua?
Kabhi usne ghore nahi kya,,
Kisi shaam us ne kaha tha teri
Sans hon, Teri aas hon,,
Ye uski judai ka gham nahi
Ye silslay tu hai ROZ ki!
Uski zaat eska sabab nahi
Kaheen din se mai yohn hi UDDAS hon,,
Wo jo daw-e-ydhar hai shehair mai k
Sub hi ka nabz shanas hon,,
Kabhi Aa k mujhsay tu puchta
K mai kis k gham mai udhas hon,,
Ye meri kitab_E_hayat hai
Esse dil ki Aankh se parhay zara,,
Mai warq warq us k samney
Us k rubaru, us k paas hon,,
Ye uski umeed ko kiya hua?
Kabhi usne ghore nahi kya,,
Kisi shaam us ne kaha tha teri
Sans hon, Teri aas hon,,
Ye uski judai ka gham nahi
Ye silslay tu hai ROZ ki!
Uski zaat eska sabab nahi
Kaheen din se mai yohn hi UDDAS hon,,