~wish munda~
11-02-2009, 12:18 AM
safar tanha nahin karte,
suno! Aisa nahin karte,
jissa shafaf rakhna ho,
ussay maila nahin karte,
teri ankhain ijazat de,
to hum kia kia nahin karte,
bohat ujray hoay ghar par,
safar jiska muqadar ho,
ussay roka nahin karte,
jo mil kar khud se kho jaye,
ussay ruswa nahin karte,
chalo tum raz ho apna,
tumahin afshan nahin karte,
yeh unchay pair kaise hain,
kahin saya nahin karte,
jo dhun ho, kar guzarne ki,
to phir soocha nahin karte,
kabhi hansne se darte hain,
kabhi roya nahin karte,
sihar se pooch lo mohsin,
ke hum soya nahin karte....
suno! Aisa nahin karte,
jissa shafaf rakhna ho,
ussay maila nahin karte,
teri ankhain ijazat de,
to hum kia kia nahin karte,
bohat ujray hoay ghar par,
safar jiska muqadar ho,
ussay roka nahin karte,
jo mil kar khud se kho jaye,
ussay ruswa nahin karte,
chalo tum raz ho apna,
tumahin afshan nahin karte,
yeh unchay pair kaise hain,
kahin saya nahin karte,
jo dhun ho, kar guzarne ki,
to phir soocha nahin karte,
kabhi hansne se darte hain,
kabhi roya nahin karte,
sihar se pooch lo mohsin,
ke hum soya nahin karte....