(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
11-01-2009, 10:36 AM
Sabar aur Shukar
Hazrat Abu Hurairah se rewayat hai ke Rasool Akram ne
farmaya " jab tum main se koii aise shakhs ko dekhe jo maal-o-daulat
aur jismaanii banaawat yaanii shakal-o-suurat main uss se barrhaa huaa
hai ( aur iss kii wajah se uss ke dil main hirs-o-tamaa aur shikaayat
paida ho) to usse chahiiye ke kisii aise bande ko dekhe jo inn cheezon
min uss se bhii kamtar ho( taa ke bajaaye hirs-o-tammaa ke aur shikaayat
ke sabar aur shukar paida ho).
( Bukhaarii-o-muslim )