M A H i
10-29-2009, 10:09 PM
khizaaon ki udaasi hai jo ab tak dil pe chayi hai,
baharon ka haseen mausam kahen se saath laana tum,
yeh maana k tum ko b jahan main hain buhat se kaam,
magar dunya k mailon main humen mat bhool jana tum,
agar kabhi tum se koi mere barey maain pooche tou,
faqat itni si guzarish hai mjhe apna batana tum... !!!