PDA

View Full Version : Raat Ko Sotey Waqt ke Amliyaat


(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-28-2009, 10:20 AM
Raat Ko Sotey Waqt ke Amliyaat
Hazoor-e-akram (Sallahu alehi wa'alehi wasallam) ne Ek martaba Hazrat Ali (karam Allah) se irshad Farmaya ke Aey Ali (razi Ta'ala anhu) Raat ko rozana Paanch (5) kaam kar ke soya karo.

(1) Chaar hazaar (4000) denaar Sadqa de kar soya karo.
(2) Ek (1) Quran shareef Padh kar soya karo.
(3) Jannat ki Qeemat Ada kar ke soya karo.
(4) Doh (2) Larney walon mein Sulah kara kar soya karo.
(5) Ek (1) Hajj kar ke soya karo.

Hazrat Ali (razi Ta'ala anhu) ne arz kia ke Ya Rasoollallah (Sallahu alehi wa'alehi wasallam) yeh Mushkil hai Mujhse kab ban sakein ge, phir Hazoor-e-akram (Sallahu alehi wa'alehi wasallam) ne irshad Farmaya ke :


*Chaar (4) martaba Surah-e-Fatiha padh kar soya karo uska Sawaab Chaar hazaar (4000) dinaar ke barabar hai.
*Teen (3) martaba QUL HUWALLAH (surah-e-ikhlas) padh kar soya karo uska Sawaab ek(1) Quran majeed ke barabar hoga.
*Dass (10) martaba ASTAGHFAAR padh kar soya karo doh(2) larno walon mein sulah karne k barabar Sawaab hoga.
*Dass (10) martaba Durood Shareef padh kar soya karo Jannat ki keemat ada hogi.
*Chaar(4) martaba teesra kalima (3rd kalima) padh kar soya karo ek (1) Hajj ka sawab mileyga.



Is par Hazrat Ali (karam Allah) ne arz kia ke Ya Rasoollallah (Sallahu alehi wa'alehi wasallam) ab to mein rozana yahi Amliyaat kar k soya karunga.

AFghani_Laila
10-28-2009, 10:22 AM
sSUBHANALLAH MASHALLAH sis thnks for shrring :)

AlOnE pRiNcEsS
10-28-2009, 10:23 AM
jazak Allah sis

MAsooM LArKa
10-28-2009, 10:25 AM
Jazakullah janab both ziyada

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-28-2009, 10:27 AM
thanks to both sis


thanks brother jeeee

life2
10-29-2009, 11:16 PM
jazakallah

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-30-2009, 02:58 AM
thanks

best.one
11-12-2009, 10:37 AM
very nice post.thanks for sharing:;kiss:

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
11-12-2009, 02:42 PM
thanks n welcome

Hamzaking
12-19-2009, 03:22 PM
nyc sharing

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
12-20-2009, 12:51 PM
thanksss

ღƬαsнι☣Rασ™
02-10-2012, 10:28 PM
JazakAllah
ThnX 4 Sharing

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.