(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-28-2009, 09:52 AM
kitabe dil par likhte the kitne he afsane,
kuch kisse naye the or kuch barso purane.
kuch unka jkar jo kabhi rang e jaan se the
kareeb,kuch vo jo aye bhi lagte hai begane.
kuch aise rut,koi mausam aya,
khushiyo bahre geet hum lage gun-gunane.
aaj bhi mera dil iss aas pe jinda hai,
ki 1 roz to ayegi woh hum ko manane.
safa e dil ko koi padkar dekhe,
khun e jigar se likhe hai sab afsane.
guzra hua zamana bhula 2,zehan se
pane aate nahi laut k biatya hua zamana