MAsooM LArKa
10-26-2009, 02:06 PM
Mufleesi mere ghar b bari aa gai
aazmayish ki shayadd ghari aa gai
pyar ki mar ka b maza mil gaya
marne MA jo lekar chari aa gai
BAP ka saya sar pe nai jab raha
usko mehnat b karni kari aa gai
tab wo nadim hua aapne kirdar pe
le kar jab police hathkari aa gai
le ke aanchal ki thandi hawa meri MAAA
jab b shiddat ke garmi pari aa gai....!
aazmayish ki shayadd ghari aa gai
pyar ki mar ka b maza mil gaya
marne MA jo lekar chari aa gai
BAP ka saya sar pe nai jab raha
usko mehnat b karni kari aa gai
tab wo nadim hua aapne kirdar pe
le kar jab police hathkari aa gai
le ke aanchal ki thandi hawa meri MAAA
jab b shiddat ke garmi pari aa gai....!