- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
10-25-2009, 04:59 PM
Itn Toot hoon k choonay say bikhar jaon ga..
AB agar aur sataon gaey to Marr jaon ga..
JO Sitam karna hai kar lejye hum par Jana..
Gham ki Barish main kuch aur Nikhar jaon ga..
Kithne Dhokay hain k khud par Yakeen jata rha..
Aisa lagta hai k main Sach Much say Mukar jaon ga..
Yeh alag baat k Nakaam MuhBBAT hoon magar..
Tum sanwaro gay jo Mujko.. Sanwar jaon ga..
AB muhabbat ki zaroorat hai na Jeenay ka Maza..
Muj ko jeenay ki Dua do gay .. TO Marr jaon ga..!!!