kashan memon
10-24-2009, 07:27 PM
:rose5:
Wo mere alfaz se hairan rehta tha
Mai uskay zooq se Pareshan rehta tha
Bewafa tu kehdiya tha sare-E-aam usne
Phir na janay kyn khudh hi peshman rehta tha
Suna hai k pucha tha kisi ne mere baray mai us se
Kaha us ne k haan dil mai ek nadaan rehta tha
hum kese uski ruswai karay "faraz"
Jis pe kabi humara Emaan rehta tha
by
ForgetMEnoT