(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-22-2009, 10:39 AM
Usey Batana Gham-e-Zamana
Faraib Dega KhayaL Rakhna
.
Wafa K Raste Se Lot Jana
Faraib Dega KhayaL Rakhna
.
Sakoon Dein Gi WisaaL Raatein
Chain Dein Ge Udaas Lamhe
.
Magr Ye Pal Bhar Ka Muskarana
Faraib Dega KhayaL Rakhna
.
Tu Khwab Kis ka Main Khwab Kis ka
Na Payar Mujh ko Na Payar Tum ko
.
Ye Ik Doujay K Paas Aana
Faraib Dega KhayaL Rakhna
.
Jo Qeher Toota hai DiL Pe Mere
Wo Qeher Toote na Ab Kisi Pe
.
Ye DiL Jalana Ye Ghar Lutana
Faraib Dega Khayal Rakhna...!
.
Sakoon Dein Gi Wisaal Raatein
chain Dein Ge Udaas Lamhe
Ye Pal Bhar Ka Muskurana
Faraib Dega Khayal Rakhna
Faraib Dega KhayaL Rakhna
.
Wafa K Raste Se Lot Jana
Faraib Dega KhayaL Rakhna
.
Sakoon Dein Gi WisaaL Raatein
Chain Dein Ge Udaas Lamhe
.
Magr Ye Pal Bhar Ka Muskarana
Faraib Dega KhayaL Rakhna
.
Tu Khwab Kis ka Main Khwab Kis ka
Na Payar Mujh ko Na Payar Tum ko
.
Ye Ik Doujay K Paas Aana
Faraib Dega KhayaL Rakhna
.
Jo Qeher Toota hai DiL Pe Mere
Wo Qeher Toote na Ab Kisi Pe
.
Ye DiL Jalana Ye Ghar Lutana
Faraib Dega Khayal Rakhna...!
.
Sakoon Dein Gi Wisaal Raatein
chain Dein Ge Udaas Lamhe
Ye Pal Bhar Ka Muskurana
Faraib Dega Khayal Rakhna