* `` ^ MaHnOoR ^`` *
10-19-2009, 07:14 PM
Khamosh palko pa dariya ruka hai abi
Tumhary intzar mai ek lamha ruka hai abi
Sadiyun ka fasla to tay karliya hum ny
Sirf do Qadmo ka safar ruka hai abi
Waqt k sagar pa rawan ho tum ye jan lo
Tumhary piyar k liye ek shaks ruka hai abi
Ajao k zindgi tamam na ho - jaey meri
Bary ehtamam say mot ko tala hai abi
Sadaen de de k bayawaz na hojaon kahi main
Ajao laut k ek jumla meri zuban pe ruka hai abi..!