Hamzaking
10-14-2009, 08:44 PM
Aqa aqa bol banday aqa aqa bol .
Aqa aqa bol banday aqa aqa bol.
Sarqar do alam piyaray aqa jidhar say guzra kartay thay jidhar say guzra kartay thay .
Shajar gawahi daita tha or pathar kalma parhtay thay pathar kalma parhtay thay.
Ao chalo dewano saray shahr-e-madina chaltay hain shahr-e-madina chaltay hain mari kia oqat hai sab he on kay dar say paltay hain on kay dar sa paltay hain garoon ko bhe daitay hain wo bin mangay bin mool aqa aqa bool banday aqa aqa bol.