(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-14-2009, 03:27 AM
Apni Nazroon Se Jo Gir Jai Wo Chehra Na Bana
Mujh Ko Lamha-e-Fursat Ka Khilona Na Bana
Saikroon Raastai Hain Ajnabi Ho Jaane K
Tark Karna Hai Taaluq Ka Bahana Bana
Jhoot Ehsaas Ki Qandeel Ko Bhuja Deta Hai
Mujhe Insaan Samajh K Khud Ko Farishta Na Bana
Apni Yaadain Tu Mere Dil Main Basi Rehne Dai
Is Mehaktai Hue Gulzaar Ko Sehra Na Bana
Main Tu Pehle Hi Zakham Liya Phirta Hoon
Mujhe Ab Shehar Dard-e-Tamasha Na Bana
Thak Gai Hain Mere Ehsaas Ki Aankhain
Naqsh-e-Deewar Pe Ab Koi Afsana Na Bana