AFghani_Laila
10-13-2009, 11:39 AM
SALAM O ALAIKUM kese hain app sab ? main khushboo sis k sawal ka jawab dena chahti hon onho ne kaha ke female kyon nahi ja sakte qabristaan tu fajaan ne jo kaha k nahi jaa sakte ye sach hain mana hain females ka jana ager kabhi jana bhi ho tu females ko burqa pehen kar jana chahye bahut hi zyda parde se jana chahye aur ye hain k qabristan tu MUHAMMAD hamhre peghamber on k qabar pe bhi jana mana hain tu ager jana ho bahut hi zyda parde se jana chahye khushboo sis ager koi aur sawal krna ho tu app pooch skti hain :) maine bahut details se ye batay hain kitaab main par kar hi bataya hain ok sis umeed hain app samaj gayi hongi mujhe english zyda nahi ati aur urdu ALLAH karea pp ko samaj ajaye :) INSHALLAH apna khyal rkna sab khush raho sab ALLAH HAFIZ