PDA

View Full Version : hamaarey kaam bohat woh malaal aaya hai


chinamanx
10-11-2009, 05:27 PM
Na jaaney aaj ye kis ka Khayaal aaya hai
Khushi kaa rang liye har malaal aaya hai

Woh ek shaKhs ki haasil na thaa jo - Khud ko bhii
mitaa kisi pe to kaisaa bahaal aaya hai

Zubaan pe harf-e-talab bhi nahiin koi phir bhi......
nigaah-e-dost mein rang-e-jalaal aaya hai

kiya na zikr bhi jis ka tamaam umar kabhi sameer
hamaarey kaam bohat woh malaal aaya hai

Nahin hai tum se koi dostii bhi ab to magar
qadam qadam pe ye kaisaa Wabaal aaya hai..........

Ghuncha
10-11-2009, 05:33 PM
Nice ....

!~*SOoLi
10-12-2009, 01:58 AM
Abay Ja Yaar Kaam Kar .. Time Zaya Kar Raha hay :smack:

chinamanx
10-12-2009, 02:06 AM
lolziannnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn nnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-12-2009, 03:05 AM
beautiful...

momal ali
10-12-2009, 12:02 PM
very nyc

Nida-H
10-12-2009, 12:05 PM
kiya na zikr bhi jis ka tamaam umar kabhi sameer
hamaarey kaam bohat woh malaal aaya hai

very nice..

chinamanx
10-12-2009, 01:20 PM
Thanks Ghunchoo - soolie - khushboo - ruby ................

ahem ahem

FAJAAN
10-12-2009, 08:04 PM
v.nyce

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.