(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-11-2009, 04:50 AM
zameenon mai hai na hawaon mai hai
mera wajod to mohliq hawaon mai hai
apni hasti ko tabah kar k kia paya tu ny
zikar to ab b tera narsaon mai hai
seirab nazer ata hai us ka wajod
wo b logon ki tarah bewafon mai hai
kabi dillagi karna, kabi berukhi karna
andaz ya b shamil us k adaon mai hai
ankho sy ojhal raha wo hamasha
pir b paya usy apni sadaon mai hai
zameenon mai hai na hawaon mai hai
mera wajod to mohliq hawaon mai hai
mera wajod to mohliq hawaon mai hai
apni hasti ko tabah kar k kia paya tu ny
zikar to ab b tera narsaon mai hai
seirab nazer ata hai us ka wajod
wo b logon ki tarah bewafon mai hai
kabi dillagi karna, kabi berukhi karna
andaz ya b shamil us k adaon mai hai
ankho sy ojhal raha wo hamasha
pir b paya usy apni sadaon mai hai
zameenon mai hai na hawaon mai hai
mera wajod to mohliq hawaon mai hai