FAJAAN
09-29-2009, 04:30 AM
Mery Ashkon ko palkoon per machalna b nhi ata
Izhar-e-zabat say mujhko nikalna bhi nahe ata
Gahy ho aisi Rahoon main akela choor kar mujhy
K jin per theek say mujh ko to chalna bhi nahee ata
mujhy lagta hay jaisy main koi ghum ka sooraj hoon
k jis ko shaam ho jany per dhalna bhi nahee ata
tumhari beyrukhi ik din unheen barbaad kar day ghi
jinheen nazroon say gir kar phir sabhalna bhi nahe aata
na rehty muntazir tery to phir hum aur kya karty
HAMEEN TERI TARHAN RASTY BADALNA BHI NAHEEN AATA