K@IN@@T
09-28-2009, 10:41 PM
Jhoothi sachchi as pe jina kab tak aakhir kab tak
may ki jagah Khoon-e-dil pina kab tak aaKhir kab tak
socha hai ab par utrenge ya Takra kar Doob marenge
toofano ki zad pe muskan kab tak aaKhir kab tak
ek mahine ke wade par sal guzara phir bhi na aye
wade ka ye ek mahina kab tak aaKhir kab tak
samne dunya bhar ke ghum hain aur idhar ik tanha hum hain
saikaroon pathar ik aaina kab tak aaKhir kab tak