K@IN@@T
09-28-2009, 10:33 PM
HUmesha dair kar detta hoon main her kaam kerne main
Zaroori baat kehni ho koi waada nibana ho
usse awaz deni ho,,usse wapis bulana ho
hamisha dair kar daita hoon main.......
maddad karni ho usski, yaar ki dahaars bandhana ho
bhot daireena riston per kisi se milne jana hoo
hamisha dair kar daita hoon main........
kissi ko maut se phele kassi ghum se bachana ho
haqeeqat aur thi kuch ,uss ko jaa kar yeh batana ho
hamisha dair kar daita hoon main ......har kaam karne ma