PDA

View Full Version : Jab sawan main tanha bheego gay,


MAsooM LArKa
09-28-2009, 11:55 AM
Jab sawan main tanha bheego gay,
jab aangan khali paao gay,
jab saahil say
takrati lehroon main,
apne tanhaai main kho jao gay,
jab raat kay tanha daaman mein,
tum chaand ko adha paoo gay,
jab khud say batain kartay kartay,
tum door kahin kho jaao gay,
jab dil ki baat chupani ko,
ham say nazar tum churao gay,
"main tum say mohabat karta hoon"
har bar yeh sunna chaaho gay,
in sab lamhon
main jaan lena kay

"tum nahi HAM ban jaoo gay". !!

K@IN@@T
09-28-2009, 04:05 PM
v nice masoom bhai

chinamanx
09-28-2009, 04:07 PM
nisheeeeeeeeeeeeeeee

MAsooM LArKa
09-28-2009, 05:55 PM
Thank u Thank u

SHAYAN
11-29-2010, 01:01 AM
Nice..

!«╬Ĵamil Malik╬«!
12-10-2010, 10:06 AM
Nice...

life
07-04-2011, 08:46 PM
nice......

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.