!~*AdOrAbLe*~!
09-28-2009, 06:35 AM
Yeh kitaboon ke kisey yeh fasano ki batein
Nigahoon ki jhilmil yeh judai ki ratien
Muhabat ki kasmein nibahney ke wadey
Yeh wafa ka dhoka yeh jhootha irada
Yeh batein kitabi yeh nazmein purani
Na inki haqiqat na inki kahani
Na likhna inhey na mehfooz karna
Yeh jazbaat hai inhey mehsoos karna
Nigahoon ki jhilmil yeh judai ki ratien
Muhabat ki kasmein nibahney ke wadey
Yeh wafa ka dhoka yeh jhootha irada
Yeh batein kitabi yeh nazmein purani
Na inki haqiqat na inki kahani
Na likhna inhey na mehfooz karna
Yeh jazbaat hai inhey mehsoos karna