!~*AdOrAbLe*~!
09-26-2009, 02:28 AM
badi nazuk hai yeh manzil, muhabat ka safar hai
dharak ahista se ay dil,muhabat ka safar hai
koi sun le na yeh kissa bohut dar lagta hai
mager darne se kya hasil,muhabat ka safar hai
batana be nahi asaan chupana be khata hai
khudaya kiska dar mushkil,muhabat ka safar hai