ShArArTi MuNdA
10-17-2008, 04:35 PM
Jissy chhahta hoon ussy bata nahi sakta
Jo dil mein hai ussy suna nahi sakta
Khud samjhy pyar ki ye chhahta hoon
Pyar karta hoon main jtta nahi sakta
Uss k naam sy jo hoti hai khushi
Door jo hoon uss sy dikha nahi sakta
Koi nam bhi ly uska to hoti hai jalan
Hoti hai mehsoos aag bhuja nahi sakta
Munda tu koi bhi hunnar janta jo nahi
Khud samjhy wo main samjha nahi skta...
Jo dil mein hai ussy suna nahi sakta
Khud samjhy pyar ki ye chhahta hoon
Pyar karta hoon main jtta nahi sakta
Uss k naam sy jo hoti hai khushi
Door jo hoon uss sy dikha nahi sakta
Koi nam bhi ly uska to hoti hai jalan
Hoti hai mehsoos aag bhuja nahi sakta
Munda tu koi bhi hunnar janta jo nahi
Khud samjhy wo main samjha nahi skta...