S@N@ KH@N
09-24-2009, 02:57 PM
~~Na mein paas usko
bula saka~~
~~Na mein dilki baat
bata saka~~
~~Wo hansi hansi mein
hii chal dia~~
K
~~mein hath tak na
mila saka~~
~~youn hii sochta raha
dair tak~~
~~magar usko kuch na
bata saka~~
~~ye muqaam hi tha
ajeeb sa~~
~~k mein khud ko bhi na
bacha saka~~
~~wo juda hoaa tu kuch
iss tarah~~
~~koi rasam tak na
nibha saka~~
~~Ussay jana tha wo
chala gaya~~
~~ussay aaj tak na
bhulaa saka~~
http://img28.imageshack.us/img28/1628/1167354yin8tsiepj.gif
bula saka~~
~~Na mein dilki baat
bata saka~~
~~Wo hansi hansi mein
hii chal dia~~
K
~~mein hath tak na
mila saka~~
~~youn hii sochta raha
dair tak~~
~~magar usko kuch na
bata saka~~
~~ye muqaam hi tha
ajeeb sa~~
~~k mein khud ko bhi na
bacha saka~~
~~wo juda hoaa tu kuch
iss tarah~~
~~koi rasam tak na
nibha saka~~
~~Ussay jana tha wo
chala gaya~~
~~ussay aaj tak na
bhulaa saka~~
http://img28.imageshack.us/img28/1628/1167354yin8tsiepj.gif