! HEER
09-23-2009, 02:14 PM
Beqarari ajab, kidher jaein
hai teri yaad ab jidher jaein
Umr aisay tamam ker jaein
saray pal teray naam ker jaein
jhukti aankhoN ki hai adaa aesi
chup rahein aur kalaam ker jaein
gar tera sath ho humein jaanaN
waqt ko hum ghulaam ker jaein
mahwishoN se ho dosti bas youn
door reh ker salaam ker jaein
khwaab Ahsan tumhari aankho mein
youn na ho toot ker bikher jaein
hai teri yaad ab jidher jaein
Umr aisay tamam ker jaein
saray pal teray naam ker jaein
jhukti aankhoN ki hai adaa aesi
chup rahein aur kalaam ker jaein
gar tera sath ho humein jaanaN
waqt ko hum ghulaam ker jaein
mahwishoN se ho dosti bas youn
door reh ker salaam ker jaein
khwaab Ahsan tumhari aankho mein
youn na ho toot ker bikher jaein