momal ali
09-19-2009, 11:17 PM
Mai ne raato ko bohot socha hai tum bhi sochna
Faisla Kun morr aa pohnchaa hai tum bhi sochna
Sochna mumkin hai kaisay is judaayi ka Aalaaj.?
Haal hum dono ka eik jaisaa hai tum bhi sochna
Pull ta'aluq ka shkista Q hua? sochoonga main..
Door nichay hijar ka driyaa hai tum bhi sochna.
Apne roz-o-shab guzar sakte hain tanha kis tarah
Tajaruba mera bhi ye pehla hai tum bhi sochna
HaaN , Nahi , kay darmiyani rastay par baith kar
kis ke haq mai kia nahi acha hai Tum bhi sochna