MAsooM LArKa
09-17-2009, 05:53 AM
Mujhe is aas pe jeenay ka saliqa nahi aata
Koi mera hai to phir mujh main simat kyun nahi jata
Dil-e-Nadan ki tasalli ko to hain afsanay bohat
Lekin ye dil chupkay se sambhal kyun nahi jata
Hazaron logo ne jhanka hai mere dil k jehan main
Janay tumhary siwa ye nagar bas kyun nahi pata
Subh-o-Sham ankhon main basa rakhi hai soorat tumhari
Main tumharay dil main bas jaon mujhe ye hunar kyun nahi aata